Naati Prep- Education Vocab
English to Hindi : | Some examples : |
Graduate : Snatak
Post Graduate : Sanatakottar Undergraduate : poorvsanatak
|
Where did you graduate from?
Apne apna snatak kaha se kiya hai
She is doing post-graduation in women’ studies. Woh mahila adhyaan mein snatakottar ker rahi hai |
High School : Uchh vidyalay
Higher education : Uchh Shiksha University : Vishvavidyalay College : college, Mahavidyalay Pre school : poorv schooli School : Vidyalay Institute : Sansthan Kindergarten : Balvadi Organization : Sangthan
|
I’ve been on my own since I got out of high school.
Main uchch vidyalay se nikelne ka baad mein apne dum per hun/Jab se main uchch vidyalay se bahir hua hoon, tab se mein aatmanirbhar ho gaya hun. Raj attends preschool a couple of days a week. Raj saptah mein kuch din hi poorvi schooli jaata hai
They’re having a spring festival at the preschool and I’m taking the boys. Poorva schooli mein vasanth tyohaar manaya jaa raha hai aur mein apne ladko ko wahan le raha hun.
The institute had 10 instructors and 500 students in 2010. 2010 mein is sanstha mein das prashikshak aur paanhso vidhyarthi the
In 2000 the institute took up the work of rural school extension. 2000 mein sanstha ne gramin vidyalay ki vridi ka kaam liya |
Biology : jeev vigyan
Chemistry : Rasyana Vigyan Biochemistry : Jeev Rasaayan Maths : Ganit Science: Vigyan Social Science: Samajik vigyan Geography : Bhugol /Bhugol Vigyan Medical : Chikitsya Physics : Bhautik Vigyan Mineralogy : Khanij Vigyan Arts : kala Commerce : vayapaar Psychology : Manovigyan
|
Go to biology lab for analyzing the results.
Jeev Vigyan prayogshala mein jaakar parinam ka vishleshan kejiye
Chemistry is abstract; mineralogy is concrete. Rasayaan Vigyan Amutra hai aur khanij vigyan thos/sampoorna hai |
Accounting : Lekhankhan, hisab karne wala
Accountant : Muneem, Hisab karne wala
Details: Vivran Verify : Satyapit
|
Our institute has a very big accounting department
Hamari sanstha mein ek bahut bada lekhankan vibhag hai.
You have to verify details with your accountant Apko aapke muneem/hisab kerna wale se vivran ko satyapit kerna hai
|
Assignment : Assignment, Sonpa gaya kaam
|
Students have to finish their assignment by month end.
Chatron/Vidyarthiyon ko mah samapt se pehle soopa gaya kaam poora kerna hai.
|
Bullying : badmashi
|
we have zero tolerance against bullying
Hamen badmashi ke khilaf shunay sahansheelta hai |
Childcare : baal dekhbaal, bache ke dekhbaal
Fund : Punji, Rakam
|
Government helps in childcare funds.
Sarkaar bal dekhbaal punji mein madad kerti hai |
Teacher : Adyapak
Teachers’ Aide : Shikshak ke sahyogi Professor : Pradhyapak, Professor, Supply teacher/Substitute teacher : Vikalp Shikshak
|
You will meet your profession tomorrow
Aap apne pradhyapak se kal milenge |
Course : course
Curriculum : paathyakram Coeducation : Sahasikhsha Compulsory course: anivaary paathyakram Elective course : vaikalpik paathyakram Subjects : Vishay Syllabus : Pathyakram
|
What is the course you have selected? Maths is a Compulsory course here. The curriculum consists of 5 semesters.
Apne konsa course chuna hai. yahan Ganit anivarya course hai. Paathyakram mein paanch chehmahi hai. |
Corporal punishment : sharirik dand
|
There is no place for corporal punishment here.
Sharirik dand ki yahan koi jagah nahin hi. |
Discipline : Anushasan
Expel (permanent): Nishkasit Suspend (temporary): Nilambit
Research : khoj
|
If you don’t maintain discipline in the college, then you may be expelled.
Agar aap mahavidyalay mein anushasan nahin rakheynge to aapko nikshasit ker diya jayega.
Research shows students who are expelled have a higher future risk of engaging in criminal and anti-social behaviour, or consuming drugs
Khoj se yeh pata chal hai ki jo chatra nikshasit hote hai woh bavishay mein gunah, asamajik vahvayar aur nacheele davayion mein gusne ka jyada khatra hota hai |
Misbehave : Durvahivaar
|
You must not misbehave with your seniors and teachers.
Aapko apne bado aur adyapako se durvahivaar nahin kerna chaheya. |
Parenting : parvarish
Parent Teacher interview : Abhibavak-Shikshak sakshatkar Parent Teacher meeting : Abhibavak-Shikshak baithak Interview : Sakshaatkar
|
A parent-teacher interview is a short meeting or conference between the parents and teachers of students to discuss a child’s progress at school
Abhibavak-shishak sakshaatkar matapita aur adyapiko ke beech ek choti se baithak hoti hai jisme chatra ke vidyalyal mein unnati ke baare mein vichar hoti hai. |
Training : Parishikshan | Training starts tomorrow morning at dawn.
Kal suryauday se parishikshan shuru hoga/Kal Subah se parishikshan shuru hoga |
Some more:
Recognition of Prior learning : Poorv Shiksha ki manyata
Registered training organization : Panjikrit parishikshan sangthan
Technical and Further education : Takneeki aura age ki shiksha
Vocational education and training : Vayavasyik shiksha aur parishiskhan
Bachelor of Engineering : Engineere snatak
Student Visa : Vidyarthi visa