Insurance Vocabulary
English to Hindi | Samples |
Act of GOD : Bhagwan ka karya | In contracts , we must read the section containing act of God and understand responsibilities under that condition.
Hamen Anubandhon mein bhagvaan ke karya wala bhag padne cheheye aur us vyastha mein kiski kya zimmedari hai woh samaj leni chaheye |
Accident : Durgatna
Accident cover : Durghatna beema
|
You should get accidental cover while buying a new car.
Nayi ghadi khareedte samay durghatna beema khareedna cheheye |
Agreed Value : Sahmat Mulya
|
In Agreed value , car owner and their insurer agrees on a specific amount for the insured vehicle when the policy is taken out.
Beema ki gayi hiu ghadi ki Sahmat mulya woh rakam hai jise ghadi ke malik aur beema company ne milkar policy khatam hone ki sthithi hone par manjoor kiya hai. |
Cancellation : Radh kerna
Cancellation fee: Radh kerne ka shulk
|
Cancellation fees are fees that you charge when the customer fails to turn up to an appointment or pre-booked service.
Radhikaran shulk woh shulk hain jise aap apne gharako per laga sakte hai jab woh koi niyukti yan pehle se book gayi seva per nahin prastut hote hai |
Business : Vyapar | |
Cash : Nakad
Cash Settlement : Nakad Niptan |
A car insurance cash settlement typically occurs after lodging a claim.
Ghadi beema ka nakad niptan jydatar dava dalne per hi hota hai |
Certificate of Insurance : Beema Praman patra | The insured should get certificate of insurance from the insurer.
Beemadharak ko beem company se beema praman patra lene chaheye |
Claim : Daava
Claim history : Daava itihaas Claimant : Dava karne wala |
We can find the claim history report in this database.
Ham is database mein dava itihaas dekh sekte hai |
Common law : Samanya vidi | |
Compensation : Muhawza | Workers’ compensation schemes have been operating in Australia from long time.
Lambay samay se karamchari muhawze ki yojnayen Australia mein chal rahi hai. |
Insurance : Beema
Accident insurance : Durghatna bema Compulsory insurance : Anivaarya bema CTP insurance : CPT bema Insured : Beema kiya hua Insurer : Beema company |
Having at least third party insurance is a statutory requirement
Kam se kam Tritay paksh beeme hona kanooni taur se anivaray hai |
Consumer : Upbhogta
Consumer law : upbhogta kanoon |
Consumer laws are designed to protect individuals while purchase goods and services from manufacturers.
Upbhogta kanoon logo ko Utpadako/nirmatayon se vastuyen aur sevayen khareedten hue unhe bachane ke udeshye se banaye jaate hai |
Contribution : Yogdaan | Contributions to your super account are the building blocks of your retirement savings.
Pension khate mein aapki yogdaan aapki retirement bachat ke nirman khand hai. |
Cooling off period : Viraam kal | |
Damage : Nuksaan, shati
Damaged goods : Shatigrast samagri |
|
Decline : Asvikar kerna, girna | |
Depreciation : Mulya mein giravat, Mulya mein kami, Mulyhras | Depreciation is defined as a reduction in the value of an asset that occurs over time
Samay ke sath kisi vastu ki mulye mein giravaat Mulyahras ki paribhasha hai |
Dispute : Vivad
Dispute Resolution process : vivad samadhan prakriya |
Have you tried any Dispute Resolution process?
Kya aapne kisi vivad samidhan prakriya ki koshish ki hai |
Due date : Bhugtan thithi
Effective date : Prabhav thithi Effective : Prabhavi Effect : Prabhav |
You insurance is effective from today and your due date is 5th of every month.
Apki bema aaj se hi prabhav mein hai aur har mahin ki paanch tareek aapki bhugtan thithi hai
|
Endorsement : Smarthan, Svakriti
Endorsed : Samarthan kiya gaya |
|
Event : Ghatna
Eventually : Antt mein |
Eventually you have to finish all your dues.
Antt mein aapko apne sara bakaya khatam kerna honga |
Finance : Vitt
Finance minister : Vitt mantra Financial loss : vitt shati, dhan samnhandi nuksaan |
Rajan was very upset by his financial losses
Rajan apni vitt shati se bahut mayoos tha |
Flood : bhad | |
Fortnightly : Paashik, pandhrah din mein ek baar
Monthly : Masik Quarterly : temahi Weekly : saptahik Annualy : Vaarshik |
You will get your salary fortnightly and you need to pay insurance installments monthly.
Appko apko vetan Paashik milega aur aapko apna bema kishte masik taur se bharne hai. |
Gross: kul, pura
Gross premium : Kul bema ka rakam |
|
Hazard : Khatra | |
Home content : Ghar samagri | Home & Contents insurance covers your home, furniture and belongings.
Garh samagri beema aapka ghar, furniture aur saman ko cover kerta hai |
Housekeeping : ghar ki dkhbhal kerna
Housekeeping worker : ghar ki dkhbhal kernawale karamchari |
we want experienced housekeeper
ham anubhavi ghar ki dekhbaal kerne wala chaheye |
Insolvent: Divaliya
Insolvent trading: Divaliya hone ka karobar Bankrupt : Divaliya Bankruptcy : Divaliyapan, Divala
|
we should avoid insolvent trading
Hamen divaliya karobaar se bachne chaheye |
Jurisdiction : Adhikaar shetra | Jurisdiction is defined as the power or authority to decide legal cases.
Kanoni mamlo ko tay kerna ke adhikaar ki takat ko Adhikar shetra se prabishat kiya gaya hai |
Liability : Diyatav
Liability insurance : Diyatav bema Travel insurance : Yatra beema |
Liability Insurance protects your business if you are sued for personal injury or property damage
Diyatav beema apke vyapar ko vyaktigat durgatnayon aur sampati nuksaan ke kanooni mukadamo se bachata hai |
Market value : bazari mulya | |
Motor vehicle accident : Motor vahan durgatna | |
No claim bonus : koi dava nahin kiya hua bonus | No Claim Bonus is a discount that’s applied to your premium to reward you for having a good claims history.
Koi dava nahin bonus ek discount hai jo apki acha dava itihass ko dekhker aapke premium per lagu hota hai |
Some more :
Period of cover : kavar ki avdhi
Period of insurance cover : bema kavar ki avdhi
Personal property security : Vyaktigat sampati suraksha
Policy holder : policy darak, bema darak
Policy : policy, bema
Premium : bema ki rakam
Product : Utpaad
Product information : Utpaad ki jaankari
Rate : Dar
Refund : dhan ki vapsi
Reinsurance : Purnbeema
Renewal : Navikaran
Retail : Khudra
Risk : Jokhim
Self-insurance : Savyan beema
Stamp duty : stamp shulk
Subrogation : Praysthapan
Sue : Mukadma chalana
Third party : tratey paksh
Total replacement : Puri tarah se badalna
Valuation : Mulyakan, mulya lagana
Void : Shonay, Niarthak
Warranty : gaarantee