Employment Vocabulary:
English – Hindi : | Samples |
Skills : Koushal | What are your major skills?
Apke pramukh Kaushal konse hai |
Worker : Karyakarta / karamchari
Agency Worker : Agency karamchari |
They’ve hired some new workers.
Unhonye kuch naye karamchariyon ko niyukt kiya hai
Health workers aid people in need. Svasthya karamchari jararoratmando ki madad kerta hai |
Annual Leave : vaarshik chutti
Career break : career break/vayavsay antral Carer’ leave : Dekhbhal karta ki chutti Compassionate leave :dayapoorn avkash Holiday : Chutti ka din Long service leave : Lambi seva chutti Maternity leave : Maatratav avkaash Parental leave : maa baap ki chutti Public holiday : Saarvjanik chutti |
Annual leave is not reduced for part-time workers.
Anshkalik karamchariyon ke liye varshik avkash/chuttiyan kam nahin hogi
Those in casual work continue to receive lower pay, no paid sick leave, annual leave or public holidays.
Chotemote kaam karne walo ko kam aay hi milega aur unhe bimar akkash, varshik avkaash aur sarvjanik avkash per koi bhugtaan nahin hoga.
Eligible working parents receive 18 weeks of parental leave pay at the national minimum wage. Yogy karamchari abhibhavakon ko 18 hafton ka rahstriya nyuntam vetan per hi maa-baap avkash milega.
Your employer is legally obliged to pay for carer’s leave if you provide a carer’s certificate Agar aap dekhbhal kerta praman patra pradhan kerta hai to aapke niyokta/kaam dene wale ko kanooni tor se aapko dekhbhal kerta avkaash dena padega. |
Bullying : dara ker kaam karwana
Harassment :Utpidan
|
Harassment can be against the law when a person is treated less favourably on the basis of certain personal characteristics
Agar utpidan kisi vyaktigat visheshtayi ke adhar per hota hai to yeh kanoon ke khilaf hai |
Breadwinner : kamanewala | I want to get a new job soon as I am the only breadwinner in my family.
Mujhe jald hi nayi naukri chaheya kyunki apne parivaar mein mein akela hi kamanewala hun. |
Cash in hand job : nakad noukri
Casual job : chota mota kaam, samyik kaam Domestic work : garelu kaam Office workers : Karyalay karamchari |
You can search and apply for the latest Cash hand jobs here.
Aap yahan per nakad rashi wali naukri doond ker avedan de sakte hai. |
Contract of employment : karamchari anubandh | An employment contract is an agreement between an employer and employee that sets out terms and conditions of employment.
Karamchari anuband Niyokta aur karamchari ke beech ka samjota hain jisme kaam ki sabhi sharte aur pratiband likit hote hai.
Before signing an employment contract for a new job, many employees will consider having their contract reviewed by a lawyer
Kafi karamchari Karamchari anuband per hastakshar lagane se pehle uski kisi vakil se samaiksha karwaynge |
Criteria : maapdand | The most important criterion for entry is that applicants must design their own work
Pravesh ke liya sabse pramukh maapdand yeh ha ki avedko ko apna design khud kerna hoga |
Discrimination : bhedbaav | Most complaints of discrimination occur in a work context.
jydatar bhedbaav ki shikayten kaamkaaj se sambandhit hoti hai |
Fair work ombudsman : uchit kaarya lokpal | The Fair Work Ombudsman is an independent statutory office that offers free services to all workers and employers in Australia
Uchch karya lokpal ek svatantra vaidhanik hai jo Australia mein sabhi karamchariyon aur niyoktayon ko muft mein sevayan deti hai |
Employment Permit : Rojgaar anumati | |
Fixed term contract : Nischit avdhi ka anubandh
Full time work : Poora samay ka kaam Part time work : Anshakalik naukri Professional job : Peshevar naukri |
Mr Raj was offered employment as a fixed-term contract teacher until 30 december 2010
Mr Raj ko december 30 2010 tak ka nichit avdi ki shikshak naukri ka karamchari anuband pradhan hua tha |
Industrial relations : Aadyogik sambandh
Industry award : Aadyog puraskar |
Industrial relations aims at improving the efficiency and productivity of the organization.
Aadyogik sambandh ka udeshya sanghthano ki dakshta aur utpadadakta mein sudhaar lana hai. |
Job Fair : Naukri mela
Formal : opcharik Informal : Anopcharik |
Job fairs let you meet with employers in an informal setting and learn more about job and internship opportunities offered by companies.
Naukri mela aapko niyuktayon se anopchrik taur se milne ka avsar deta hai aur aap niyuktayon ki naukri tatha internship ke baare mein jaan sakte hai |
Labor work : Majdoori kaarya | |
Lay off : Nikalna | Recession has prompted many companies to lay off employees
Aarthik mandi ne kafi niyoktayon ko apne karamchariyon ko nikal diya ke liye prerit kiya hai |
Livelihood : roji roti
Minimum adult wage : Nyunitam vayask vetan |
The new National Minimum adult Wage has increased by 5%.
Nayi rashtriya nyunatim vyasik vetan paach pratishat se bad gaya hai. |
Superannuation : penshen | What are the requirements for paying superannuation and how much should be paid?
Superannuation/Penshen dene ki kya aavyashaktayan hai aur kitni bhugtan dene chaheye
Compulsory superannuation has been around since 1992 Anivaray penshen 1992 se lagu hai |
Some more :
Technical job : takniki naukri
Underpay : thoda sa vetan dena
Overtime : Atirikt samay
Volunteer : Svayansevak
Workers compensation : karamchariyon ka muaavja
Work experience : kaam ka anubhav
Work history : kaam ka itihass
Work restrictions : karya seema
Working hours : kaam kerne ke ghante
White collar job : safedposh naukri
Million : das lakh
Pay rate : vetan dar
Staff discount : karamchari chuth
occupational health and safety : Vayavsay svasthya aur suraksha
Perks : Laab
Salary : tankhav, vetan
Severance pay : vichched vetan
Remuneration : Praishramik
Retrenchment : chatni, vayay mein kami
Unfair dismissal : Anuchit barkhsiti