naati-edu

Naati Prep- Education Vocab

Naati Prep- Education Vocab

naati-edu

 

English to Hindi : Some examples :
Graduate : Snatak

Post Graduate : Sanatakottar

Undergraduate : poorvsanatak

 

Where did you graduate from?

Apne apna snatak kaha se kiya hai

 

She is doing post-graduation in women’ studies.

Woh mahila adhyaan mein snatakottar ker rahi hai

High School : Uchh vidyalay

Higher education : Uchh Shiksha

University : Vishvavidyalay

College : college, Mahavidyalay

Pre school : poorv schooli

School : Vidyalay

Institute : Sansthan

Kindergarten : Balvadi

Organization : Sangthan

 

I’ve been on my own since I got out of high school.

 

Main uchch vidyalay se nikelne ka baad mein apne dum per hun/Jab se main uchch vidyalay se bahir hua hoon, tab se mein aatmanirbhar ho gaya hun.

Raj attends preschool a couple of days a week.

Raj saptah mein kuch din hi poorvi schooli jaata hai

 

They’re having a spring festival at the preschool and I’m taking the boys.

Poorva schooli mein vasanth tyohaar manaya jaa raha hai aur mein apne ladko ko wahan le raha hun.

 

 

The institute had 10 instructors and 500 students in 2010.

2010 mein is sanstha mein das prashikshak aur paanhso vidhyarthi the

 

 

In 2000 the institute took up the work of rural school extension.

2000 mein sanstha ne gramin vidyalay ki vridi ka kaam liya

Biology : jeev vigyan

Chemistry : Rasyana Vigyan

Biochemistry : Jeev Rasaayan

Maths :  Ganit

Science:  Vigyan

Social Science: Samajik vigyan

Geography : Bhugol /Bhugol Vigyan

Medical : Chikitsya

Physics : Bhautik Vigyan

Mineralogy : Khanij Vigyan

Arts : kala

Commerce : vayapaar

Psychology : Manovigyan

 

 

 

Go to biology lab for analyzing the results.

Jeev Vigyan prayogshala mein jaakar parinam ka vishleshan kejiye

 

Chemistry is abstract; mineralogy is concrete.

Rasayaan Vigyan Amutra hai aur khanij vigyan thos/sampoorna hai

Accounting : Lekhankhan, hisab karne wala

Accountant : Muneem, Hisab karne wala

 

Details: Vivran

Verify : Satyapit

 

Our institute has a very big accounting department

Hamari sanstha mein ek bahut bada lekhankan vibhag hai.

 

You have to verify details with your accountant

Apko aapke muneem/hisab kerna wale  se vivran ko satyapit kerna hai

 

 

Assignment : Assignment, Sonpa gaya kaam

 

Students have to finish their assignment by month end.

Chatron/Vidyarthiyon ko mah samapt se pehle soopa gaya kaam poora kerna hai.

 

 

Bullying : badmashi

 

we have zero tolerance against bullying

Hamen badmashi ke khilaf shunay sahansheelta hai

Childcare : baal dekhbaal, bache ke dekhbaal

Fund : Punji, Rakam

 

 

Government helps in childcare funds.

Sarkaar bal dekhbaal punji mein madad kerti hai

Teacher : Adyapak

Teachers’ Aide : Shikshak ke sahyogi

Professor : Pradhyapak, Professor,

Supply teacher/Substitute teacher : Vikalp Shikshak

 

 

You will meet your profession tomorrow

Aap apne pradhyapak se kal milenge

Course : course

Curriculum : paathyakram

Coeducation : Sahasikhsha

Compulsory course: anivaary paathyakram

Elective course : vaikalpik paathyakram

Subjects : Vishay

Syllabus : Pathyakram

 

 

What is the course you have selected? Maths is a Compulsory course here. The curriculum consists of 5 semesters.

 

Apne konsa course chuna hai. yahan Ganit anivarya course hai. Paathyakram mein paanch chehmahi hai.

Corporal punishment : sharirik dand

 

There is no place for corporal punishment here.

Sharirik dand ki yahan koi jagah nahin hi.

Discipline : Anushasan

Expel (permanent): Nishkasit

Suspend  (temporary): Nilambit

 

 

 

 

 

Research : khoj

 

 

If you don’t maintain discipline in the college, then you may be expelled.

 

Agar aap mahavidyalay mein anushasan nahin rakheynge to aapko nikshasit ker diya jayega.

 

 

Research shows students who are expelled have a higher future risk of engaging in criminal and anti-social behaviour, or consuming drugs

 

Khoj se yeh pata chal hai ki jo chatra nikshasit hote hai woh bavishay mein gunah, asamajik vahvayar aur nacheele davayion mein gusne ka jyada khatra hota hai

Misbehave : Durvahivaar

 

You must not misbehave with your seniors and teachers.

Aapko  apne bado aur adyapako se durvahivaar nahin kerna chaheya.

Parenting : parvarish

Parent Teacher interview : Abhibavak-Shikshak sakshatkar

Parent Teacher meeting : Abhibavak-Shikshak baithak

Interview : Sakshaatkar

 

 

A parent-teacher interview is a short meeting or conference between the parents and teachers of students to discuss a child’s progress at school

 

Abhibavak-shishak sakshaatkar matapita aur adyapiko ke beech ek choti se baithak hoti hai jisme chatra ke vidyalyal mein unnati ke baare mein vichar hoti hai.

Training : Parishikshan Training starts tomorrow morning at dawn.

Kal suryauday se parishikshan shuru hoga/Kal Subah se parishikshan shuru hoga

 

Some more:

Recognition of Prior learning : Poorv Shiksha ki manyata

Registered training organization : Panjikrit parishikshan sangthan

Technical and Further education :  Takneeki aura age ki shiksha

Vocational education and training : Vayavasyik shiksha aur parishiskhan

Bachelor of Engineering : Engineere snatak

Student Visa : Vidyarthi visa

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *